Saturday, March 10, 2012

Hazrat Essa AS ka Nazool - Mirza Qadiani Kay Jhoot - Essa AS ki Tareekh e Paidaish - maulana ishaq

Hazrat Essa AS ka Nazool - Mirza Qadiani Kay Jhoot - Essa AS ki Tareekh e Paidaish - maulana ishaq

931224 and 931231 HZ MASEH AS Hazrat Issa AS ka nazool mutawaatir hai Imam Shauqani RA ki book Maulana Anwar Shah Kaashmiri RA ki book christian aur qadianio ka harba mirza ko khud shaq tha - izala auhaam safha 296 :) aina kamalaat e islam - 10 saal kehta raha kay maseeh nay aana hai Hazrat Abu Huraiyra RA nay ayat parhi - surah nisa 159 Hazrat Abu Huraiyra RA ki tauheen kee mirza nay Imam Ibn Kaseer RA ki raey - Imam Tabari RA ki raey Qadianio ka Aik aur dhoka - Mahdi aur Maseeh Aik hi hain Ibn Maja - koi mahdi nahi siwaey maseeh kay - zaeef hadees Maulana maududi RA ki ghalti - Mahdi AS ki ahadees mein taqrao hai - Mahdi AS sirf Hazrat Fatima AS ki aulad mein say ho ga na kay Hazrat Abbas AS ki aulad say Mahdi AS imaamat karaein gay - Eessa AS masjid e damishq kay minaar kay qareeb utrein gay kitaab ul bariya - mirza ka aik aur jhoot - Ibn taiymiya, ibn qayim aur sheikh e akbar kehtay hain kay Hazrat Essa AS mar gaey hain tawafee ka matlab aur meaning - same as dr israr RA! Mirza nay Mairaj ka inqaar ker diya - 931231 HZ MASEH AS medina say 36 mile door say ahraam baandhein gay RasoolALLAH SAW kay saath qabr baney gee - Hafiz Ibn Hajr RA - hadees 25 december ko christmas day manana - Hazrat Essa AS ki paidaish ki tareekh aksariat ko sahih samajhna - ziada logo ki pairwi karo - hadees jhooti hai - sawaad ul azam Mawlid - Tareekh e paidaish mein ikhtilaaf





0 comments: